Abbas tere dar sa Lyrics

Please Share

Abbas Tere Dar Sa Lyrics: This beautiful Noha is sung by Farhan Ali Waris in his melodious voice. Farhan Ali Waris is a Pakistani based Famous Noha Khuwan who is well known around the globe. He is known for his Nohay, Manqabats, and Naats. To get in touch with Farhan Ali Waris latest activities.

Abbas tere dar sa Lyrics:

Sunle sda… Mere sakhi maula
Sunle sda… Mere sakhi maula
Sunle sda… Mere sakhi maula

Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan
Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Tu kamre bani hashim zohra ki dua hai
Tu kamre bani hashim zohra ki dua hai
Saya tere alam ka do jag pe ba khuda hai
Saya tere alam ka do jag pe ba khuda hai
Tere alam ko chumne jukta hai asmaan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Shere khuda hai baba shere karbala tu
Shere khuda hai baba shere karbala tu
Tere dar pe jo bhi aaye mushkil kare kusha tu
Tere dar pe jo bhi aaye mushkil kare kusha tu
Tere diye jalata hai is liye jahan
Tere diye jalata hai is liye jahan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Tu shahenshah hai aqa do jag me teri shahi
Tu shahenshah hai aqa do jag me teri shahi
Panjtan hai tuj pe nazaa esi vafaa nibhai
Panjtan hai tuj pe nazaa esi vafaa nibhai
Shahid tere alam par panjtan ka ye nishan
Shahid tere alam par panjtan ka ye nishan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan
Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha
Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha.

Check Out the Video Naat of the above Lyrics.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *