Ya Habibi Marhaba Lyrics
Ya Habibi Marhaba Lyrics: This Beautiful Salam is sung by Owais Raza Qadri in his melodious voice. He emerged with a revolutionary voice and unique style with a zeal to surpass his own targets and a performer par excellence.
Ya Habibi Marhaba Lyrics:
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Kaabe ke badrudujja
Kaabe ke badrudujja tum pe karodon durood
Kaabe ke badrudujja tum pe karodon durood
Taiba ke shamsudduha tum pe karodon durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Aur koi gaib kya tum se nihan ho bhala
Aur koi gaib kya tum se nihan ho bhala
Jab na khuda hi chhupa tum pe karodo durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Dil karo thanda mera
Dil karo thanda mera wo kafe pa chand sa
Dil karo thanda mera
Dil karo thanda mera wo kafe pa chand sa
Sine pe rakh do zara tum pe karodon durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Be hunar aur be tameez kisko huye hai azeez
Be hunar aur be tameez kisko huye hai azeez
Ek tumhare siwa tumpe karodo durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Kyun kahun bekas hun mai
Kyun kahun bebas hun mai
Kyun kahun bekas hun mai
Kyun kahun bebas hun mai
Tum ho mai tumpr fida tum pe karodo durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Apne khtawaron ko
Apne khtawaron ko apne hi daman me lo
Apne khtawaron ko apne hi daman me lo
kon kre ye bhla tum pe karodo durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Kar ke tumhare gunaah
Kar ke tumhare gunaah mange tumhari pnaah
Kar ke tumhare gunaah
Kar ke tumhare gunaah mange tumhari pnaah
Tum kaho daman me aa tum pe karodo durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Zaat hui inteqab wasf hue lajawab
Naam hua Mustafa tum pe karodon durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba
Kaam wo le lijiye
Kaam wo le lijiye tum ko jo raazi kare
Kaam wo le lijiye
Kaam wo le lijiye tum ko jo raazi kare
Thik ho naame raza tum pe karodon durood
Ya habibi marhaba ya habibi marhaba
Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba