Haider Maula Lyrics

Please Share

Haider Maula Lyrics: This beautiful Noha is sung by Nadeem Sarwar in his Melodious voice, Recited by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee and Poetry by Nadeem Sarwar & Jawad Jafri.

Haider Maula Lyrics:

Haider Maula, Haider Maula, Haider Maula
Ali maula, Haider Maula a.s
Haider Maula a.s.

Haidarium Qalandram Mastam
Banda e Murtaza Ali Hastam
Peshwa e tamam Rindanam
Ke Sag e Koo e Sher e Yazdanam!

Mast e Wila E Haideram, Dam Hama dam Ya ALI
Mast e Wila E Haideram, Dam Hama dam Ya ALI

Har do jahan zay dil bharam
Har do jahan zay dil bharam
Du Jahan zay dil bharam,
Dam hama dam Ya ALi,
Haider Haider Ya Maula x3

Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai x2
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai

Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai

Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah
Ayatullahil uzma janam
Haider Haider Ya Maula
Haider Maula, Haq ALi Maula, Haider Maula

Dooba Jo ALi k jalwon me Ik Ajab nazara Dekha hai
Hubdaar ALi K bethe hain Har lab pe ALi ka naara hai
Maqdad Abuzar jhoomte hain Salman qaside parhta hai
Sab jaam wila k peete hain
Or Saqi e Kausar Maula hai x2
Ho Aisa Sakhi darbaar to Kehna Parhta hai
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai

Haider Haider ya Maula x2
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai

Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah
Ayatullahil uzma janam
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya maula
Haider Maula haq ALi ya Haider Maula

Yeh Saare Nazare Ishq k hain Majlis Matam Sab Ishq e Ali
Yeh Nauha khuwan ye Shaal e Aza
Hathon me Alam sab Ishq e ALi x2

Zawar ye Shah e Karbobala ye Jaah o Hasham Sab Ishq e Ali
Hamrah Namaz k Farsh e Aza Mazloom ka gham Sb Ishq e ALi x2
Ho Laskar e Gham Taiyar To Kehna Parta hai
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai

Haider Haider ya Maula x2
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai

Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah
Ayatullahil uzma janam
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya maula
Mast e Wila E Haideram, Dam Hama dam Ya ALI

Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam
Dam hama dam Ya ALi
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula
Haider Maula, Haider Maula

Na Chher Malangan e Haider, Inhe Inke Haal pe rehne de
Inhe Dar pe Ali k jeene De, Inhe Maula Maula Krne de x2

Har Su Hai Maula Jalwagar, Inka Deedar To karne de
Mahoul hai sara Noorani, Is noor ko or Nikharne de
Jab Aisi ho Sarkaar To Kehna Parta hai
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai

Haider Haider ya Maula, x2
Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah
Ayatullahil uzma janam

Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya maula
Mast e Wila E Haideram, Dam Hama dam Ya ALI
Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam
Dam hama dam Ya ALi

Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula
Haider Maula, Haider Maula

Mera Tan Man Dhan, Mera Zouq e Sukhan
Mera Jan jawani ya Haider
Mere Dil me Sada Jag mag jag mag
Mere Rab ki Nishani Ya Haider x2

Mere Dam me hai Dam Dam Gonj Rahi
Awaz E Qurani Ya Haider
Han Mere Badan me Bol Rahi Mere Khoon ki Rawani Ya Haider
Mere Khoon ki Rawani Ya Haider
Ho Itna Haseen Kirdaar To Kehna Parta hai
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai
Haider Haider ya Maula x2

Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai
Ya Ali Ya Ali Mola Ali Ya Ali Mola Ali Ya

Sardar Mere Aaqa Mere Aey Hadi o Rehbar Ya Maula
Aey Shams e Wilayat Meher e wafa Aey Saqi e Kausar Ya Maula
Meri Saj dhaj Har Singhar ye Dil Mere Rooh ka Zewar Ya Maula x2

Meri Deed Nazara Noor e Nazar Manzar pas e Manzar Ya Maula
Mera Khuwab o Khyal o wird wazeefa Soch Ka Mehwar Ya Maula
Hai Wird e Zuban Maula Maula, Meri Rooh Qalandar Ya Maula

Haider Maula, Haider Maula
Roohullah Uznullah, Babullah, Saifullah Ayatullah, Wajhullah,

AHmed ka Baradar, Haider Maula
Imran Ka Dilbar, Haider Maula
Zehra Ka Shoha, Haider Maula
Allah Ka Lashkar, Haider Maula
Kaabe ka Naya dar, Haider Maula
Nabiyon ka yawar, Haider Maula
Maula e Qamber, Haider Maula
Salman Ka Rehbar, Haider Maula
Aqa e Abuzar, Haider Maula
Kahe Malik e Ashtar, Haider Maula
Hum Tere Sanagar, Haider Maula
Hum Tere Naukar, Haider Maula
Kahe Saat Samandar, Haider Maula
Kahe Laal Qalandar, Haider Maula
Dam Mast Qalandar, Haider Maula
Dam Mast Qalandar, Haider Maula

Zindagi Di Hai to Jeene ka hunar bhi Dede
Paon Bakhshey hain to Tu Toufeeq Safar bhi Dede
Jis Pe CHalte Rahe Salman o Abuzar Qambar
Mere Maula MUjhe wo Raah Guzar BHi Dede

Haider Maula Haq ALi maula Ali ya HAider Maula
Haider Maula …….

Check Out the Video Naat of the Above Lyrics.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *