Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics

Please Share

Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics: This stunning beautiful naat is sung by Rao Brothers. In this video naat videography by M. Taha Qadri. This beautiful video naat produced by Mukhtar UL Mustafa (United Kingdom). This video Recorded and Released By Studio 92 UK.

Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics

Yeh Naam Kio Kaam Bgharnay Nahi Deta
Bhigray Bhi Bana Deta Hai Bas Nam-E-Mohammad

Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi

Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera

Unko Mukhtar Banaya Hey Merey Mola Ney
Unko Mukhtar Banaya Hey Merey Mola Ney
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein
Jisko Hasnain Kay Baba Ki Ijazat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi

Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai
Ayato se milata raha aayaten
Ayato se milata raha aayaten
Phir jo dekha jo naate nabi ban gai
Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai
Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai

Jo bhi Aanso bahe mere mahboob ke
Sab ke sab abre rahemat ke cheete bane
Jo bhi Aanso bahe mere mahboob ke
Sab ke sab abre rahemat ke cheete bane

Cha gai raat jab zulf lehra gai
Cha gai raat jab zulf lehra gai
Jab tabassum kya chandni ban gai
Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai
Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai

Ye Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri Hogi
Ye Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri Hogi
Qabar Ka Khowf Na Rakna Ey Dil
Qabar Ka Khowf Na Rakna Ey Dil
Wahan Sarkar E Madina (Do-allam) Ki Ziarat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi

Jab chida tazkira Husne mahboob ka
Wadduha keh diya Walkamar padh liya
Jab chida tazkira Husne mahboob ka
Wadduha keh diya Walkamar padh liya
Aayaton ki tilawat bhi hoti rahi
Aayaton ki tilawat bhi hoti rahi
Naat bhi ban gai baat bhi ban gai
Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai
Ya Muhammad Muhammad mai kahta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gai

Hashr Ka Din Bhi Ajab Deykna Vala Hoga
Hashr Ka Din Bhi Ajab Deykna Vala Hoga
Zulf Lehra Key Woh Jab Ayengey
Phir Qiyamat Mein Bhi Ik Aur Qiayamat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi

Sabse saim zamane me ranjoor tha
Sabse bekas tha bebas tha majboor tha
Meri halat pe unko rahem aa gaya
Meri halat pe unko rahem aa gaya
Meri azmat meri bebasi ban gai
Qurban mai unki bakshis ke
Qurban mai unki bakshis ke
Maksad bhi zuban per aata nahi
Qurban mai unki bakshis ke
Qurban mai unki bakshis ke
Maksad bhi zuban per aaya nahi
Qurban mai unki bakshis ke
Maksad bhi zuban per aaya nahi
Bin mange diya aur itna diya
Bin mange diya aur itna diya
Daman me hamre smbhala nahi

Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi

Check out the video naat of the above Lyrics

1 thought on “Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *